RSSAll Entries in the "Bashir Badar" Category

in aaNkhoN se din raat barsaat hogii

in aaNkhoN se din raat barsaat hogii agar zindagii sarf-e-jazbaat hogii musaafir ho tum bhii, musaafar haiN ham bhii kisii moD par phir mulaaqaat hogii sadaaoN ko alfaaz milne na paayeN na baadal ghireNge na barsaat hogii chiraaGoN ko aaNkhoN meN mahfuuz rakhnaa baDii duur tak raat hii raat hogii azal taa abd tak safar [...]

urdu poetry of Bashir Badar

subah ka jharnaa, hameshaa hansne vaalii aurateN

subah ka jharnaa, hameshaa hansne vaalii aurateN jhuTpuTe ki nadiyaaN, khamosh gahrii aurateN saRakoN baazaaroN makaanoN daftaroN meN raat din laal piilii sabz niilii, jaltii bujhtii aurateN shahar meN ek baaGh hai aur baaGh meN taalaab hai tairtii haiN usmeN satoN rang vaali aurateN saikRoN aisii dukaaneN haiN jahaaN mil jaayengii dhaat kii, patthar kii, [...]