All Entries in the "amjad islam amjad" Category
bheedr main ik ajnabi ka samna achha laga
bheedr main ik ajnabi ka samna achha laga sub se chhup ker wo kisi ka dekhhna achha laga dil main kitne ehd bande thhe bhulane k usse wo mila to sub irade todrna achha laga uss adooye jan ko amjed main bura kaise kahoon jub b aaya samne wo be wafa achha laga
Abhi to rutt badalni thi , abhi to phool khilne thay
Abhi to rutt badalni thi , abhi to phool khilne thay Abhoi to raat dhelni thi , abhi to zakhm silne thay Abhi to sir-zameen-e-jaan pe ik baadil ko ghirna tha Abhi to wasl ki barish main nang-e-paaon phirna tha Abhi to kisht-e-ghum main ik khushi ka khwab bona tha Abhi to sainkaron sochi huee [...]
khwaaboN ki dekh-bhaal meN aaNkheN ujaR gayii
khwaaboN ki dekh-bhaal meN aaNkheN ujaR gayii tanhaa`iiyoN ki dhuup ne chehraa jalaa diyaa lafzoN ke joRne meN ibaadat bikhar chalii aa`iine DhuuNDne meN ka`ii aks kho gaye aaye na phir wo lauT ke ik baar jo gaye wo din, wo waqt,rut wo, wo mausam wo sar khushii ai gardish-e-Hayaat, ay raftaar-e-maah-o-saal! kyaa jamm`a is [...]
NAAT.. khatm ho rooh se ye fishar-e-zama’n, ya Nabi, ya Nabi
NAAT.. khatm ho rooh se ye fishar-e-zama’n, ya Nabi, ya Nabi zindagi ho gayi aik bar-e-gara’n, ya Nabi, ya Nabi AAP per ho’n fida meray ma’n baap bhi, meri aulaad bhi AAP ki simt ho meri umr-e-rawa’n, ya Nabi, ya Nabi hai’n sitaro’n ki ye khushnuma toliya’n, Apki baandiya’n hai’n ghulam Apkay, ye zameen-o-zama’n, ya [...]
YA SAMI-O-YA-BASEER…
YA SAMI-O-YA-BASEER… hajoom-e-gham se jis dam aadmi ghabra sa jata hai to esay main usay awaz pe qaboo nahi rehta wo itne zor se faryad kerta, cheekhta aur bilbilata hai k jesay woh zamee’n per aur Khuda ho asmanon main.. magar esa b hota hai k uski cheekh ki awaz k rukney se pehle hi [...]
laboN pe phool khiltay haiN kisi ke naam se pahlay
laboN pe phool khiltay haiN kisi ke naam se pahlay diloN ke deep jaltay hain charagh-e sham se pahlay kabhi manzar badalnay par bhi qisa chal nahiN pata kahani khatam hoti hai kabhi anjam se pahlay yahi taray tumhari ankh ki chilmaN maiN rehtay thay yahi suraj nikalta tha tumharay bam se pahlay diloN ki [...]
HAWAOON, uski gali se guzro tu usko mera salam kehna
HAWAOON, uski gali se guzro tu usko mera salam kehna mujhe khaber hai k mere gher se guzerne wali hawa ka rasta tumhare gher tak nahi gaya hai, salam mera tumhare kanoon se narsa hai,main janta hoon ye bachpana hai, mugher haqikat ko jaan ker bhi ,na jaanne ajab maza hai, hawa se mene phir [...]