RSSAll Entries in the "Altaf Hussain Hali" Category

urdu Shairy of Altaf Hussain Hali

urdu Shairy of Altaf Hussain Hali

best urdu poetry of Altaf Hussain Hali

best urdu poetry of Altaf Hussain Hali

urdu poetry of Altaf Hussain Hali

dil se khayaal-e-dost bhulaayaa na jaayega

dil se khayaal-e-dost bhulaayaa na jaayega
siine meN daaG hai, miTaayaa na jaayega
tumko hazaar sharm sahii, mujhko laakh zabt
ulfat vo raaz hai jo chhupaayaa na jaayegaa
maqsuud apnaa kuchh na khulaa lekin is qadar
yaanii voh DhuunDhte haiN ki paaya na jaayega
bigDeN na baat baat pe kyuuN jaante haiN voh
ham voh nahiiN ki hamko manaayaa na jaayegaa