All Entries in the "Ahmed Nadeem Qasmi" Category
jab teraa hukm mila Poetry by Ahmed Nadeem Qasmi
jab teraa hukm milaa tark muhabbat kar di dil magar is pe vo dhaDhakaa ki qayaamat kar di tujh se kis tarah main izhaar-e-tamannaa karataa lafz suujhaa to maanii ne baGaavat kar di main to samajhaa tha ki lauT aate hain jaane vaale tuune jaakar to judaii merii qismat kar di mujh ko dushman ke [...]
kis ko qaatil main kahun by Ahmed Nadeem Qasmi
kis ko qaatil main kahun kis ko masiihaa samajhuun sab yahaan dost hii baiThe hain kise kyaa samajhun vo bhii kyaa din the kii har vaham yaqii.n hotaa thaa ab haqiiqat nazar aaye to use kyaa samajhuN dil jo TuuTaa to kaii haath duaa ko uthet aise maahaul men ab kis ko paraayaa samajhuN zulm [...]